Roman script

na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho

tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho

na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho

tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho

tamanna hai ye

tamanna hai ye silsila umar bhar ho

tamanna hai ye silsila umar bhar ho

tumhari ho surat hamari nazar ho

na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho

jara rukh pe bikhri ye julfe hata do

jara rukh pe bikhri ye julfe hata do

ghatao ke daman se bijli gira do

andhera chate ek pal me sahar ho

tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho

tamanna hai ye silsila umar bhar ho

tumhari ho surat hamari nazar ho

meri zindagi kuch badal si gayi hai

meri zindagi kuch badal si gayi hai

hai dil to wahi

dil me dhadkan nayi hai

mere dil me tu 

har taraf jalwa gar ho

tumhari ho surat hamari nazar ho

na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho

tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho

kubul aaj kar lo payame mohabbat

kubul aaj kar lo payame mohabbat

nazar kah rahi hai salame mohabbat

dhadakta hai dil sunke naame mohabbat

dhadakta hai dil sunke naame mohabbat

mile tum ila aye iname mohabbat

tumhari hu magar tum magar bekhabar ho

mile manzile tum agar humsafar ho

na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho

tumhe kya khabar tum hasi kis kadar ho

tamanna hai ye silsila umar bhar ho

tumhari ho surat hamari nazar ho

na dil kyu diwana tumhe dekh kar ho

Explore this song