Roman script

na dil ko chain na mujhko karar hai

na dil ko chain na mujhko karar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

tum samne ho fir dil bekarar hai

tum samne ho fir dil bekarar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

na dil ko chain na mujhko karar hai

aankho ke kehne me ham aa to gaye hai sanam

ye raste hai naye kehne lage hai kadam

jab yu achanak lage sara jamana hasin

aasar hai pyar ke maine padha tha kahi

har waqt bas tumhra intejar hai

har waqt bas tumhra intejar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

na dil ko chain na mujhko karar hai

dil pe na kabu koi aati nahi nind bhi

khwabo pe rang hai kai jagi hai ummid bhi

sanso ki aahat me hi ab mai sambalne lagi

ehsas hota hai ye mai to badlne lagi

in dhadkano pe nasha hai khumar hai

in dhadkano pe nasha hai khumar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

na dil ko chain na mujhko karar hai

na dil ko chain na mujhko karar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

tum samne ho fir dil bekarar hai

tum samne ho fir dil bekarar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

sayad isi ka naam jamane me pyar hai

ha ha isi ka naam jamane me pyar hai

na dil ko chain na mujhko karar hai

na dil ko chain na mujhko karar hai

Explore this song