Roman script

Na Dekhu Mai Darpan Na Dekhu Mai Darpan

sakhi re dekha gya sajan sakhi more dekh gaya sajan

Na Dekhu Mai Darpan Na Dekhu Mai Darpan

ras naya bhar gaya nainon mein

ras naya bhar gaya nainon mein

saras tan mein umang mann mein 

saras tan mein umang mann mein 

jo kuch dekhu sab naya hai 

jo kuch dekhu sab naya hai

dharti or gagan

sakhi re dekha gya sajan sakhi more dekh gaya sajan

Na Dekhu Mai Darpan Na Dekhu Mai Darpan

palko beech naina sarmaya palko beech naina sarmaya

naino mein nindiya lehraye naino mein nindiya lehraye

nindiya mein piya ke sapne aaye 

nindiya mein piya ke sapne aaye

sapno mein sajan gungunaye

sapno mein sajan gungunaye

phool kaali se khili sakhi mein

phool kaali se khili sakhi mein

Explore this song