Roman script

kanha na chedo na chedo bansuri re 

mai to aa gayi 

kanha na chedo na chedo bansuri re 

mai to aa gayi tu hai piya mere liye 

mai to jaha chhod  ke aa gayi 

kanha na chedo na chedo bansuri re 

mai to aa gayi 

naina hai manzar tu jis ke andar 

mai tori nadiya tu hai samundar

aa to gayi chha to gayi jaise badaliya 

baje chhan chhan payal ki jhanjhari rey

mai to aa gayi 

kanha na chedo na chedo bansuri re 

mai to aa gayi re mai to aa gayi 

natkhat kanhayia bansi bajayia 

mai teri dasi o re rang rasiya 

mai teri dasi o re rang rasiya 

tu hai jaha mai hu vaha tori gujaria 

aayi jamuna ke tat par pyasi rey 

radha bawari

kanha na chedo na chedo bansuri re 

mai to aa gayi tu hai piya mere liye 

mai to jaha chhoad ke aa gayi 

kanha na chedo na chedo bansuri re 

mai to aa gayi re mai to aa gayi

Explore this song