Roman script

na badla aakash ka chanda 

na badla aakash ka chanda 

na badle hain sitare 

badal gaye hain is dharti par 

badal gaye hain is dharti par 

dekho bhag hamare 

na badla aakash ka chanda 

holi aur diwali aate 

holi aur diwali aate 

aate sab tyohaar 

aasha ki ankho me laate 

aansu ke bhandar 

neet hamari pal me badle 

jaise jal ke dhaare 

na badla aakash ka chanda 

na badla aakash ka chanda 

na badle hain sitare 

badal gaye hain is dharti par 

badal gaye hain is dharti par 

dekho bhag hamare 

na badla aakash ka chanda 

ab ye aasha kaha ki aasha 

ab ye aasha kaha ki aasha 

apni pyas bujhaye 

aasha ki aashaye pal pal 

ghunt ghunt umar bitaye 

kya hoga is aasha ka 

jab hanste jag me sare 

na badla aakash ka chanda 

na badla aakash ka chanda 

na badle hain sitare 

badal gaye hain is dharti par 

badal gaye hain is dharti par 

dekho bhag hamare 

na badla aakash ka chanda

Explore this song