Roman script

na aankho me aansu na hotho pe haye

magar ek muddat hui muskuraye

na aankho me aansu na hotho pe haye

magar ek muddat hui muskuraye

ye ek boond aansu jo aankho me aaya

aankho me aaya 

ye ek boond aansu jo aankho me aaya

aankho me aaya

kahi ye bhi girkar na haahto se jaye

kahi ye bhi girkar na haatho se jaye

mila chain ab bhi na barbad hokar

barbad hokar, mila chain ab bhi 

na barbad hokar, barbad hokar

jo dil jal raha ho, wo kya chain paye

jo dil jal raha ho, wo kya chain paye

raha zindagi ka andhera salamat

andhera salamat, raha zindagi ka 

andhera salamat, andhera salamat

jo dil bujh chuka ho, wo kya jagmagaye

jo dil bujh chuka ho, wo kya jagmagaye

Explore this song