Roman script

na aaj tha na kal tha

koi muskeel thee na hal tha

to phir kya tha, bus ek phal tha

yeh phal khana mana hai, sab unse kahete the

adam aur hava dono janat main rahete the

dono ka dil lalchaya us phal ko tod ke khaya

ek shola sa lahraya, unmai shaitan samaya

unko jo hargij na karna tha kar baithe the

adam aur hava dono janat main rahete teh

kudrat ko gussa aaya dono pe jurm lagaya

janat mai rahne wale janat se gae nikala

upar se ghirey wo eechey, phal aaya pechey pechey

un sadiyon ne dam todha, phal ne peecha na choda

kahene waley yun unka afsana kahte hain

adam aur huva ab is duniya main rahte hai

Explore this song