Roman script

are ghar ki kheti saf kara lo muslim ko taslim arz hai

hindu ko parnam pyare mai hu ek hatyam pyare

mai hu ek hatyam jab jab duje ka sar mundu

tab tab pau kam pyare mai hu ek hatyam pyare

mai hu ek hatyam 

sabki khatir khula hua hai is kainchi ka khata

kya pandat ji kya maulana sabse apna nata

sabke huliye chokas rakhna ham logo ka kam pyare

mai hu ek hatyam pyare mai hu ek hatyam 

hindu ko parnam pyare mai hu ek hatyam pyare

mai hu ek hatyam 

are ghar ki kheti saf kara lo muslim ko taslim arz hai

hindu ko parnam pyare mai hu ek hatyam pyare

mai hu ek hatyam jab jab duje ka sar mundu

tab tab pau kam pyare mai hu ek hatyam pyare

mai hu ek hatyam

Explore this song