Roman script

muskurate ho kyo itrate ho kyo 
abhi to pahli pachan hai raja 
abhi to pahli pachan hai raja 
dur jate ho kyo sharmate ho kyo 
ye dil to dil ka mahman hai rani
ye dil to dil ka mahman hai 
ye dil to dil ka mahman hai rani
ye dil to dil ka mahman hai 
parchhai teri lalchaye hume
parchhai teri lalchaye hume
lalchana lalchana tera tarsaye hume
lalchana tera tarsaye hume
itna dar hai hume kitna dar hai tumhe
itna dar hai hume kitna dar hai tumhe
angadai tumhari jawan hai rani
angadai dekho jawan hai rani 
angadai dekho jawan hai 
muskurate ho kyo itarate ho kyo 
abi to pahali pahchan hai raja
abi to pahali pahchan hai raja 
abi to pahali pachan hai
tum humare huye hum tumhare huye 
tum humare huye hum tumhare huye  
aankho aankho me sare ishare huye
aankho aankho me sare ishare huye 
tadpate ho kyo ghabarate ho kyo
tadpate ho kyo ghabarate ho kyo
duniya tumhi pe kurban hai raja
duniya tumhi pe kurban hai raja
duniya tumhi pe kurban hai 
muskurate ho kyo itrate ho kyo 
abhi to pahli pahachan hai raja 
abhi to pahli pahachan hai raja 
abhi to pahli pahachan hai
dur jate ho kyo sharmate ho kyo 
ye dil to dil ka mahman hai rani
ye dil to dil ka mahman hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: A R Ojha, Geeta Dutt