Roman script

mushkilo se ladna mera kaam hai 
mushkile asan karta ram hai 
mushkilo se ladna mera kaam hai 
mushkile asan karta ram hai 
mushkile asan karta ram hai 
main na janu kya hai gum ki dastaan 
main na janu kya hai gum ki dastaan 
bebasi kya cheez hoti hai yaha 
kya hai pustiyaan aur kya barbaadiyaan 
mujhko to har haal me aaram hai 
mushkile asan karta ram hai 
mushkile asan karta ram hai 
de sahara yaha koi nahi 
hai daya bhagwan ki soyi nahi 
hai mujhay maalum is sansaar me 
hai mujhay maalum is sansaar me 
har bhalai ka bhala anjaam hai 
mushkile asan karta ram hai 
mushkile asan karta ram hai 
mushkilo se ladna mera kaam hai 
mushkile asan karta ram hai 
mushkile asan karta ram hai

Song details

Song video

Watch on YouTube