Roman script

tu ru ya

tu ru ya

tu ru tu ru tu ru tu ru tu ru

mushkil jeena hain yaha, yaha, yaha, yaha

aaja meri baaho me

aaja mera ja

aaja meri tujh pe jawani kurbaan

baaho me lele tohe dil preshan

aaja baaho me

aaja meri jaan

aaja meri baaho me

aaja meri ja

aaja meri tujh pe jawani kurbaan

mushkil jeena hain yaha, yaha, yaha

husn ke choro ne jaal bichhaye hain

mithi nigaho me zehar chhupaye hain

husn ke choro ne jaal bichhaye hain

mithi nigaho me zehar chhupaye hain

ghabra ke raah me girne se pahle tu

lele sahara mera

aaja baaho me

aaja meri jaan

mushkil jeena hain yaha, yaha, yaha

soch main kashe ko paas bulaati hu

kyu apne sine ki dhadkan sunaati hu

soch main kashe ko paas bulaati hu

kyu apne sine ki dhadkan sunaati hu

bahki adao me kya kya iraade hain

dekh ishara mera

aaja baaho me

aaja meri jaan

mushkil jeena hain yaha, yaha, yaha

ek ek pal ab jivan ka bhari hain

maut ke panje me nanha shikari hain

ek ek pal ab jivan ka bhari hain

maut ke panje me nanha shikari hain

rukte hain paav kyu

aage badhaye ja

dil ye pukare mera

aaja baaho me

aaja meri jaan

aaja meri baaho me

aaja mera ja

aaja meri tujh pe jawani kurbaan

baaho me lele tohe dil preshan

aaja baaho me

aaja meri jaan

aaja re, aaja re, aaja re

Explore this song