Roman script

mushkil hai mushkil hai  mushkil hai mushkil hai 
mushkil hai  ab raaz chupana mushkil hai  ab raaz chupana
khul jaye na sari baat kahi khul jaye na sari baat kahi 
bedaap nigaahe le dubhe,  bedaap nigaahe le dubhe 
tumko bhi na  mere sath kahi
tumko bhi na  mere sath kahi 
ab raaz chupana mushkil hai 
muskil hai muskil hai 
halat ke daare par humne , jajbaat ki kasti daali hai 
halat ke daare par humne , jajbaat ki kasti daali hai 
muh mod na le halat kahi , muh mod na le halat kahi 
dam tod na de jajbaat kahi khul jaye na sari baat kahi 
ab raaj chupana muskil hai , muskil hai muskil hai 
jis tarah nibhai hai ab tak aage bhi nibha do aise hi  
jis tarah nibhai hai ab tak
jis tarah nibhai hai ab tak aage bhi nibha do aise hi 
manjil ke karib aate aate hoooo manjil ke karib aate aate
chhute n dilo ka sath kahi , khul jaye na sari baat kahi
ab raaz chupana mushkil hai muskil hai  
is raah me kya jane kitne, aur aise mukaam aane hai abhi 
is raah me kya jane kitne, aur aise mukaam aane hai abhi 
jeeti huyi chahat ki baji hoo jeeti huyi chahat ki baji
ho jaye na yuhi maat kahi 
ab raaj chupana muskil hai  khul jaye na sari baat kahi 
bedaap nigaahe le dubhe 
tumko bhi na  mere sath kahi
ab raaj chupana muskil hai  muskil hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mahendra Kapoor, Asha Bhosle