Roman script

musafir mai hu ye kis modd par

nazar mei nahi hai koi bhi dagar

parinda jese mere dar-badar

ye puche kaha hai mera ek basar

jaha wakt ho thama aur ho sukun zara

kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan

dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan

kyun ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan

ruh mei samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan

mai hi nazar main hi zuban

mai hi to khwaish mein khawabo main hun

mai hi asar main hi wajaha

mai hi to apne iraado mein hun

khud se hi roshan-roshan khud ka hi mai hum-dum

khud ka hu rehbar hai khud pe yakin bas mujhe

hmmmm par apno se fasley hain

kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan

dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan

kyun ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan

ruh mei samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan

ek ehsaan karde zaraa  apni mohabbat ki dede panha

jeene ka hai tu hi sabab 

fir kya karu mai ye jazbaat bayaan

tujhse judu mei judaa hi rahu mein

teri hi wafaon ke saaye mein ye safar katee

kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan

dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan

kyu ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan

ruh mei samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan

musafir mai hu ye kis modd par

nazar mein nahi hai koi bhi dagar

parinda jese mere dar-badar

ye puche kaha hai mera ek basar

jaha wakt ho thama aur ho sukun zara

Explore this song