Roman script

ho oh oh oh oh oh

musafir jane wale, nahee phir aane wale

chalo ek dusre ko kare rab de hawale

badee mushkil se dil me apne 

log basate hain kuchh sapne

yeh sapne shishe ke khilone

tut ke bas lagte hai rone

dilo pe chha jate hai yeh badal kale kale

chalo ek dusre ko

o dariya de paniya

yeh mauja phir nahee aaniya

yad aayengee o yad aayengee 

bas janewalo kee kahaniya

naa jane kya chhut raha hai

oh, naa jane kya chhut raha hai

dil me bas kuchh tut raha hai

hontho par nahee koyee kahanee

phir bhee aankh me aa gaya panee

nahee ham bhulane wale

nahee tum bhulane wale

chalo ek dusre ko

Explore this song