Roman script

musaafir chalate chalate thak gaya hai

safar jaane abhi kitana pada hai

maqaan ke sab maqi soye pade hai

hawaa ka shor mujhase kah raha hai

wo mere saamane baitha hai lekin

dilo ke bich kitana faasala hai

Explore this song