Roman script

murti ganesh ki andar daulat desh ki

murti ganesh ki andar daulat desh ki

logo dekho dhyan se puchho is beiman se

kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai

murti ganesh ki andar daulat desh ki

murti ganesh ki andar daulat desh ki

logo dekho dhyan se puchho is beiman se

kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai

gali me shor hai, sadhu nahi ye chor hai

upar se kuch aur hai, andar se kuch aur hai

gali me shor hai, sadhu nahi ye chor hai

upar se kuch aur hai, andar se kuch aur hai

tum isko pahchan lo, aur diwano jan lo

kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai

murti ganesh ki andar daulat desh ki

murti ganesh ki andar daulat desh ki

logo dekho dhyan se puchho is beiman se

kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai

lekar uska nam tu, karta hai ye kam tu

kahe ko bhagwan ko, karta hai badnam tu

lekar uska nam tu, karta hai ye kam tu

kahe ko bhagwan ko, karta hai badnam tu

kagal sa dhul jayega bhed tera khul jayega

kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai

murti ganesh ki andar daulat desh ki

murti ganesh ki andar daulat desh ki

logo dekho dhyan se puchho is beiman se

kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai

ye koi shaitan hai, ye papi insan hai

ye mera apaman nahi, dharm ka ye apman hai

ye koi shaitan hai, ye papi insan hai

ye mera apaman nahi, dharm ka ye apman hai

roke hai ye bhagwan ko roko is shaitan ko

kya chakkar hai, haa aaj hamari takkar hai

Explore this song