Roman script
Sabr ki meethi chashni mein bhigo ke Waqt khada hai martbaan mein leke Le chakh le yeh murabba Le chakh le yeh muraaba Dil mein rakh le yeh murabba Dil mein rakh le rakh le yeh murabba Zindagi jaisi iski zaat hai Jitni zyada umar hai, raat hai Beet ke jitne mausam chhu gaye Utne iske seene mein jazbaat hai Kal se zyada, aaj tar lagta hai Kal phir khaana behtar lagta hai Le chakh le yeh murabba Kisi ka sanjoya hua hua Tujh tak aaya hai yeh Le chakh le yeh muraaba Kisi ki kadardaaniyon ka sarmaaya hai Dil mein rakh le yeh murabba Dil mein rakh le rakh le yeh murabba Rakh le rakh le yeh murabba Murabba Murabba Lyrics of Javed Bashir’s VersionSabr ki cheeni se tar hai Purana ho toh behtar hai Gazab ki zaat murabba Chakh le re bhaiya Ke jitne mausam dekhein hon Lalak utni hi bheetar hai Har ek jazbaat murabba Rakh le re bhaiya Murabba murabba.. haan re bhaiya Hai bilbi murabba.. haan re bhaiya Murabba murabba.. hai dil bhi murabba Suniyo re bada hi ajooba fasaana hai.. Rakh le rakh le re… Rakh le rakh le re… Ho.. aaj maana dukaano mein… Ho.. aaj maana dukaano mein Kaanch ke martbaanon mein Qaid hai yeh rakha… Har kisi ki rasoi mein Isne umeed sokhi thi Hai tabhi bann sakaa… Ho.. iske zariye hi jaana hai Meetha meetha sa hota hai zayaka dard ka… Zubaan ko khulke baaton me Zubaan mein ghulke bolega Patey ki baat murabba Chakh le re bhaiya Ke jitne mausam dekhein ho Lalak utni hi bheetar hai Har ek jazbaat murabba Rakh le re bhaiya Murabba murabba.. haan re bhaiya Hai dil bhi murabba.. haan re bhaiya Murabba murabba.. hai dil bhi murabba Suniyo re, bada hi ajooba fasana hai.. Laaya hai khayalon mein laar murabba Kaabu mein raho toh jaanein Jeevan ka sarmaya hai saar murabba Hey jo bhi boojhe wahi jaane Suniyo re ajooba badha hi fasana hai…
Song details
- Singer: Kavita Seth
- Singer: Javed Bashir
- Film / album: Bombay Talkies
- Composer: Amit Trivedi
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
singer: Kavita Seth, Javed Bashir
language: Hindi