Roman script

muqabala muqabala laila o ho laila

muqabala subhanallah laila o ho laila

apna qafila jab pyar se chala

logo ka dil jala yaro ka dil mila

mohabbat ka yahi silsila

muqabala muqabala laila o ho laila 

muqabala subhanallah laila o ho laila

jurassic park me sundar se jode 

jazz music gaye mil ke

picasso ki painting mera pichha pakad ke 

texos me naache mil ke

cow boy dekhe mujhe playboy chhede mujhe

sex mere tan me ho mix mere man me ho

pop music jaisi laila strawberry jaisi aankhe

luvstory ban janede picture thodi chal janede

hontho pe sabke dil ka tarana hai

muqabala muqabala laila o ho laila 

muqabala subhanallah laila o ho laila

banduke taan ke goli chalane se 

pyar kabhi marta hai kya

machhali pakadne ka jaal bichhane se 

ambar ke tare phaste kya

bhukamp aaye to kya bhumi phat jaye to kya

aasama jhukta nahi pyar kabhi rukta nahi

aa meri pyari maina pyar ki do baate kar le

tera mera hoga sangam jhum jhum naache gaye

khushiya hamari sagar si laharaye

muqabala muqabala laila o ho laila

muqabala subhanallah laila o ho laila

Explore this song