Roman script

munna munna munna munna 

munna maange memsaab

munna munna munna munna 

munna maange memsaab

na daulat ki jodi paati 

naa ijjat ka koi hisaab 

munna ki maa ne bola ha milegi memsaab 

munna ki maa ne bola ha milegi memsaab

munna ka yahi fandda aur yahi hai khitaab 

munna munna munna munna 

munna maange memsaab

munna munna munna 

munna munna maange memsaab

zindagi beet jaaye munna dhundh ke rahega 

zindagi beet jaaye munna dhundh ke rahega 

tut jaaye pasliyaa ghar me usake kahega

mera naam munna hai aji sundar hun main 

mera naam munna hai aji sundar hun main

mem shadi hamse karlo 

pura kar do na khwab 

munna munna munna munna 

munna maange memsaab

munna munna munna 

munna munna maange memsaab

duniyadaari munna ko kuchh bhi aati nahi 

duniyadaari munna ko kuchh bhi aati nahi 

memsaab ke bina koi bhata nahi 

munna ke dil me to mem hi hai basi

munna ke dil me to mem hi hai basi 

hogi rab ne banai munna ki memsaab

munna munna munna munna 

munna maange memsaab

munna munna munna 

munna munna maange memsaab

Explore this song