Roman script

pyar mein aise pagla gaye hai

pandey ji ne kaand kar diya

are kand kar diya are kand kar diya

tumne maanga up gori

naam tere brahmand kar diya

pandey khade hai dekho chashma lagai ke

paan ka beeda gilauri chabai ke kya baat hai

dekhe nagar saari dekhe gujariya

laage kahin na inko najariya

pandey khade hai dekho dekho dekho

tanik baat suniye innocent se pehle the

kehti thi duniya tune bigaad diya

oh meri muniya muniya ho innocent se pehle the

kehti thi duniya tune bigaad diya

oh meri muniya muchhon ka pahad bana ke

set wet ka gel laga ke

are aankho pe chashma chadhaya

set wet ka gel laga ke

tere peechhe peechhe meri jaan

ye kamaal hua re munna badnaam hua

munna badnaam huya darling tere liye

munna badnaam huya darling tere liye

munna badnaam hua bhokal kar diye

kehte hai collar pe chashma tika ke

muchho ka baan ke lag gaye hai tere peechhe

set wet ka gel laga ke hum hai tere peechhe

up ke sab raste diye hai

tere chakkar mein oh rani

kitno ko kantaap diye hai

teri gali ke bachcho ko

meri bullet ka number yaad ho gaya

hamre ghar wale soche

launda unka barbaad ho gaya

border jaisi body hai par duty karte thane mein

duty karte thane mein duty karte thane mein

tod phod ye karte hai par interest hai gane mein

interest hai gane mein ji interest hai gane mein

hai charche aam tere subah se sham mein tere

dil kya sambhale koyi hai aise kaam tere

keeje aise kaam meri jaan dil baimaan huya re

gaana rewind huya

munna badnaam huya darling tere liye

munna badnaam huya darling tere liye

munna badnaam hua mogambo khush huya

behad nuksaan huya darling tere liye

munna badnaam huya darling tere liye

ha behad nuksaan hua darling tere liye

dil tere naam huya darling tere liye

salman khan huya darling tere liye

Explore this song