Roman script

tere mere prem pyar ke dil bit gaye haye rabba

tere mere prem pyar ke dil bit gaye haye rabba

tu munne ki amma ban gayi mai munne ka abba

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

ab kya ho sakta hai jo hona tha ho gaya haye rabba

ab kya ho sakta hai jo hona tha ho gaya haye rabba

mai munne ki amma ban gayi tu munne ka appa papa

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

is betab mohabbat ki barbadi na karte

hota ye malum agar to hum shadi na karte

itni jaldi ched chad ke itni jaldi ched chad ke

beet gaye din haye rabba

mai munne ki amma ban gayi tu munne ka appa

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

pahli bhul hai maf magar dusri bhul nahi krna

pahli bhul hai maf magar dusri bhul nahi krna

jisne aisi bhul na ki kya uska jina kya marna

ik duje pe etbar ke ik duje pe etbar ke

beet gaye din haye rabba

tu munne ki amma ban gayi mai munne ka abba

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

achha to ab mai chalta hu are re re kaha chal diye

achha to ab mai chalta hu ab mujhe kya kam tumhe

achha to ab mai chalta hu ab mujhe kya kam tumhe

thahro thahro abhi to rakhna hai 

mere lal ka nam tumhe phul khil gaye prem bahar ke

beet gaye din haye rabba

mai munne ki amma ban gayi tu munne ka appa

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

beet gaye din haye rabba ab kya ho sakta hai 

jo hona tha ho gaya haye rabba

mai munne ki amma ban gayi tu munne ka appa papa

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

o rabba haye rabba o rabba haye rabba

Explore this song