Roman script

dil jara jara, hai bhara bhara

ho raha hai kya, kya pata?

ye jameen lage, aashman huyi

jaadu kya hai ye, kya pata?

aise toh koi khass baat hai nahi

tu hai toh zindahi ye keemti lage

mila tu, laga ye, haaye

munasib hai ishq ka jo jaana

munasib hai ishq ka jo jaana

kya galat hai kya sahi hai

dil ye jaanta nahi hai

ek dhun chadhi ja rahi

hasrate ye baawli si

sochti nahi hai kuch bhi

tujh tak badhi ja rahi

tu mujhe jo aankh-aankh bhar ke dekhe

sab sahi lage, mila tu, laga ye

munasib hai ishq ka jo jaana

Explore this song