Roman script

ari oh monalisa chalega aisa kaisa

ari oh monalisa chhodun na tera pichha

ho badi mind blowing ladki phasayi

badi mind blowing ladki phasayi

mummy kasam main to gaya die

are winter ka mausam hai bhai

aye winter ka mausam hai bhai

upar se chhoti rajayi

ho tera dhundh ke laya hoon jhumka bazar se

kab se khada hoon ban ke majnu katar mein

aaha ae hey oho

dhundh ke laya hoon jhumka bazar se

kab se khada hoon ban ke majnu katar mein

haye re teri beauty ne neendein udayi

mummy kasam main to gaya die

baaton mein teri main na aaun balma

kaahe tu beech mein le aaye teri maa

baton mein teri main na aaun balma

kahe tu beech mein le aaye teri maa

baton mein teri main na aaun balma

kahe tu beech mein le aaye teri maa

kaahe peechhe hai pada tu to ziddi hai bada

teri jhoothi baaton mein na aayi aayi aayi aayi

ho dafa teen sau do mujhe lagwai

mummy kasam main to gaya die

bade bhagyon se bani tu lugayi

mummy kasam main to gaya die

Explore this song