Roman script

mere khuda do jaha ke khuda

mere khuda do jaha ke khuda

mumkin nahi, mumkin nahi, mumkin nahi

sach ke bagair sadgi

mumkin nahi, rab ke bagair bandagi

ye sab agar ho bhi jaye to

ye sab aagr ho bhi jaye to 

tere bagair jindagi mumkin nahi

tere bagair jindagi mumkin nahi

mumkin nahi tere bina mumkin nahi

mumkin nahi tere bina mumkin nahi

tere bagair jindagi mumkin nahi

mere khuda do jaha ke khuda

mere khuda do jaha ke khuda

tu pas ho to jara jara, husan ka fakr hua

us rat ka har ek lamha, chandani ka ghar hua

tu dur ho ankho se to

tu dur ho ankho se to 

najro me aye dilkashi

mumkin nahi, o mumkin nahi

tere bagair jindagi mumkin nahi

jab ru baru ho chehra tera, kismat pe rask ane lage

bas ek kabasum se tere, dil me kayi nagme jage

tujhko na dekhu khi, tujhko na dekhu kahi

hotho pe ho mere hasi, haan haya mumkin nhi

mumkin nahi, mumkin nahi

tere bagair jindagi mumkin nahi

tere bagair jindagi mumkin nahi

mere khuda do jaha ke khuda

mere khuda do jaha ke khuda

Explore this song