Roman script

vada pav

mumbai me sab se mashur hai yar vada pav

he are chutki kya bol reli hai yar 

ha mumbai me sabse mashur hai yar vada pav 

biryani mehangi hai, tanduri mehangi hai

sab se sasta hai vada pav 

are mumbai me sab se mashur hai yar vada pav 

are re re mumbai me sab se mashur hai yar vada pav 

biryani mehangi hai, tanduri mehangi hai

biryani mehangi hai, tanduri mehangi hai

haa sabse sasta hai vada pav

khao re khao re khao re

mumbai me sab se mashur hai yar vada pav 

vada pav vada pav vada pav

are khote ae birju ae shobha mote ae mote

mumbai sehar hai haye mastana 

har koi yaha aake hota diwana

hota diwana, hota diwana

ha mumbai sehar hai haye mastana 

har koi yaha aake hota diwana

bangla milega yaha gadi milegi

hum bhi banayenge yaha aasiyana

yaha aasiyana, yaha aasiyana

bangla bhi mehanga hai, gadi bhi mehangi hai  

bangla bhi mehanga hai, gadi bhi mehangi hai 

sab se sasta hai vada pav 

mumbai me sab se mashur hai yar vada pav 

vada pav vada pav vada pav

rum pum pum, rum pum pum sajno ka sajan

salman ne apni kismat banayi

ambani ne apni duniya basayi 

duniya basayi, duniya basayi

salman ne apni kismat banayi

ambani ne apni duniya basayi

duniya basayi, duniya basayi

o yaha chayi ki kating pe sab ki meeting hai

mumbai sehar me sab ki fiting hai

sab ki fiting hai, sab ki fiting hai

duniya ki chhodo yaro apna bura hal hai 

haye re haye papi pet ka sawal hai

daba ke khao vada pav khao re khao re khao

arey mumbai me sab se mashur hai yar vada pav  

ha mumbai me sab se mashur hai yar vada pav 

ha ha khao re khao re 

mumbai me sab se mashur hai yar vada pav 

ye vada pav

Explore this song