Roman script

mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani

piche ko tu pachtayega sahiba 

jo bat majhi na mani hey hey mumbai cha

mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani

are mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani

mai hu chikani machriya 

sajaniya najariya to dalo

jaal acchi tarah se pakad ke jakad ke sambhalo

varna nikal jaungi fisal ke hatho se tere jaani

mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani

mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani

maine mana ye jana ke tu hai purana khiladi

soch le tu samajh le tu ke main bhi nahi ab anari

are marungi tujhko ya mar jaungi mai 

ab to dil me hai thani

mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani

oye mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani

laal rango se likha tha tune kabhi fasana

yad hai ab tak vo mere dil ko kissa purana

are bachpan ki bat bhuli hu magar 

bhuli nahi vo kahani

are mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani 

are mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani

piche ko tu pachtayega sahiba 

jo bat majhi na mani hey hey mumbai ka

mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani

mumbai ka tu maharaja mai dariya ki rani

Explore this song