Roman script

mukhtasar mulakat hain, ankahi koi baat hain

phir raat ki shaitaniya ya alag ye jazbaat hain

mukhtasar mulaakat hain, ankahi koi baat hain

ankahi koi baat hain

mukhtasar mulaakat hain, ankahi koi baat hain

phir raat ki shaitaniya ya alag ye jazbaat hain

i cant control this feeling

dont know whats going on but i wanna let go

mausam ye kehta hain bhige andhero me

dubki lagaate hain aa 

par mujhko lagta hain main rok lu khudh ko 

ehsaas hain ye naya

kya hua main hu bekhabar hain naya sa suhana asar

jeet hain ya maat hain

mukhtasar mulaakat hain, ankahi koi baat hain

phir raat ki shaitaniya ya alag ye jazbaat hain

i cant control this feeling

dont know whats going on but i wanna let go

i cant control this feeling

dont know whats going on but i wanna let go

ye to suna tha ke kuch aisa hota hain

par mujhko bhi ho gaya

meri to duniya bilkul alag thi

andaaz vo kho gaya

dekhna dubna ho gaya, dubna tairna ho gaya

kya asar mere saath hain

mukhtasar mulaakat hain, ankahi koi baat hain

phir raat ki shaitaniya ya alag ye jazbaat hain

i cant control this feeling

dont know whats going on but i wanna let go

i cant control this feeling

dont know whats going on but i wanna let go

lyrics typed by :- neha gupta

Explore this song