Roman script

mukhda baalam ka

mukhda baalam ka chanda ko sharmaye

aa man me aag lagaye

ha mukhda baalam ka

mukhda baalam ka

mukhda baalam ka chanda ko sharmaye

aa man me aag lagaye

ha mukhda baalam ka

dhire dhire malu chunariya aur sochu ye baat

dhire dhire malu chunariya aur sochu ye baat

meri gali jo aaye baalam wahi pakad lu hath

meri gali jo aaye baalam wahi pakad lu hath

ha mukhda baalam ka

mukhda baalam ka chanda ko sharmaye

aa man me aag lagaye

ha mukhda baalam ka

bin puchhe nirmohi mere man me bas gaya aake

bin puchhe nirmohi mere man me bas gaya aake

ha jate jate de gaya aahe

jate jate de gaya aahe

haye tikhe haye tikhe nain milake

ha mukhda baalam ka

mukhda baalam ka chanda ko sharmaye

aa man me aag lagaye

ha mukhda baalam ka

rut mastani kahe kahani mera man bahlaye

rut mastani kahe kahani mera man bahlaye

sunkar naam balam ka manwa hath se nikla jaye

sunkar naam balam ka manwa hath se nikla jaye

ha mukhda baalam ka

mukhda baalam ka chanda ko sharmaye

aa man me aag lagaye

ha mukhda baalam ka

Explore this song