Roman script

mujrim hu mohabbat ka jo chahe saja dena

mujrim hu mohabbat ka jo chahe saja dena

par yaad rahe itna dil se na bhula dena

par yaad rahe itna dil se na bhula dena

mai dil tumhe deta hu lekin kah deta hu

mai dil tumhe deta hu lekin kah deta hu

mujhko to mitaya hai isko na mita dena

mujhko to mitaya hai dil ko na mita dena

aaram na hai din ko aur nind na rato ko

aaram na hai din ko aur nind na rato ko

bimar kiya tune ab tumhi dava dena

bimar kiya tune ab tumhi dava dena

vo gujari hui bate rato ki mulakate

vo gujari hui bate rato ki mulakate

bhule se jo yaad aaye do aashu baha dena

bhule se jo yaad aaye do aashu baha dena

mujrim hu mohabbat ka jo chahe saja dena

par yaad rahe itna dil se na bhula dena

Explore this song