Roman script

han kab tak javani chhupaogi rani 
are kab tak javani chhupaogi rani 
kanwaro ko kitna sataogi rani
kabhi toh kisi ki dulhaniya banogi
mujhse shadi karogi mujhse shadi karogi
mujhse shadi karogi mujhse shadi karogi 
are kab tak javani chhupaogi rani
kanwaro ko kitna sataogi rani
kabhi toh kisi ki dulhaniya banogi
mujhse shadi karogi mujhse shadi karogi 
mujhse shadi karogi mujhse shadi karogi 
jhumka dilaunga kangna dilaunga 
sab kuchh mai launga teri kasam
chanda churaunga tare bhi launga 
suraj jhukaunga teri kasam
kabhi toh meri jan divani banogi
mujhse shadi karogi mujhse shadi karogi
mujhse shadi karogi mujhse shadi karogi
mai jab bhi aaunga vapas na jaunga 
doli uthaunga teri kasam
sab ko dikhaunga tujhko churaunga 
dulhan banaunga teri kasam
are kab tak meri jan yu mujhse darogi
mujhse shadi karogi mujhse shadi karogi 
mujhse shadi karogi mujhse shadi karogi
are kab tak javani chhupaogi rani
kanwaro ko kitna sataogi rani
kabhi toh kisi ki dulhaniya banogi
mujhse shadi karogi mujhse shadi karogi 
mujhse shadi karogi mujhse shadi karogi 
tujhse shadi karungi, han tujhse shadi karungi 
tujhse shadi karungi, han tujhse shadi karungi 
lyrics typed by: neha gupta

Song details

singer: Udit Narayan, Sunidhi Chauhan, Sonu Nigam

actor: Akshay Kumar, Salman Khan, Priyanka Chopra