Roman script

raat ko aaoonga main, tujhe le jaoonga main

film dikhaoonga main, sair karaoonga main

raat ko aaoonga main, tujhe le jaoonga main

film dikhaoonga main, sair karaoonga main

chori se aana chupke se jaana, achchhi nahin dillagi

mujhse shaadi karogi, mujhse shaadi karogi

raat ko aaoonga main, tujhe le jaoonga main

film dikhaoonga main, sair karaoonga main

chori se aana chupke se jaana, achchhi nahin dillagi

mujhse shaadi karogi, mujhse shaadi karogi

tere khayaalon mein khoya ye mann hai

shaadi ka vaada hai na samjho fun hai

meri taraf se to ye rishta done hai

duniya ki ye jodi to number one hai

duniya ghumaoonga main, aish karaoonga main

disco le jaoonga main, dinner karaoonga main

raaton ko aana humko sataana, achchhi nahin dillagi

mujhse shaadi karogi, mujhse shaadi karogi

ho jaaye jeewan mein ab chaahe jo bhi

dulha banoonga main dulhan tu hogi

radhe shaam ke jaisi hai jodi

tode se bhi jaayegi na ye todi

mandir le jaoonga main, pooja karaoonga main

nariyal chadhaoonga main, chandan lagaoonga main

mandir le jaana pooja karaana, karna nahin dillagi

mujhse shaadi karogi, mujhse shaadi karogi

munda kamaal hai munda kamaal hai, munda kamaal hai munda

munda kamaal hai munda kamaal hai, munda kamaal hai munda

o mere raja tu bada natkhat hai

apni to style yaara bas cut to cut hai

puttar shakal se to lagta tu jat hai

aashiq hai ya phir tera apna vat hai

lassi pilaoonga main, pede khilaoonga main

maalish karaoonga main, kushti dikhaoonga main

karke bahaana humko pataana, achchhi nahin dillagi

mujhse shaadi karogi, mujhse shaadi karogi

tujhse shaadi karoongi, tujhse shaadi karoongi

Explore this song