Roman script

mujhko tum barkha na samjho

aag ka dariya hun main

mujhko tum barkha na samjho

aag ka dariya hun main

ye to majhboori hai apne aap me jalta hun main

mujhko tum barkha na samjho

yun to deep mere khuda ne muhko saari nimate

yun to deep mere khuda ne muhko saari nimate

muhko saari nimate

ek tumhare hi tabasum ke liye tarsa hun main

ek tumhare hi tabasum ke liye tarsa hun main

mujhko tum barkha na samjho

tum kisi bhi baat ka harghiz bura mat mana na

tum kisi bhi baat ka harghiz bura mat mana na

harghiz bura mat manna

jo bhi kahta hun kisi se aadtan kahta hun main 

jo bhi kahta hun kisi se aadtan kahta hun main 

mujhko tum barkha na samjho

haal e dil kyun puchhte hai log muhse baar baar

haal e dil kyun puchhte hai log muhse baar baar

log muhse baar baar

keh chuka hun achhe achho se bahut achha hun main 

keh chuka hun achhe achho se bahut achha hun main 

mujhko tum barkha na samjho

dosto ki dushmani aur dushmano ki dosti

dosto ki dushmani aur dushmano ki dosti

dushmano ki dosti

jaane kis kis mod se kaise nikal aaya hun main

jaane kis kis mod se kaise nikal aaya hun main

mujhko tum barkha na samjho

aag ka dariya hun main

ye to majhboori hai apne aap me jalta hun main

mujhko tum barkha na samjho

Explore this song