Roman script

mujhko tum jo mile ye jahan mil gaya

mujhko tum jo mile ye jahan mil gaya

tum jo mere dil me hanse

dil kaa kamal dekho khil gaya

mujhko tum jo mile ye jahan mil gaya

aa aa aa aa 

ye bhigati huyi fija, baras rahi hai chandani

taro ne milake chhed di madhur milan ki ragini

leke karar aaya hai pyar

kya hai agar mera dil gaya

mujhko tum jo mile ye jahan mil gaya

aa aa aa 

dekhate chal rahe hain ham

hain pyar ka ye rasta

chand aur sitaro ka, bahar ka ye rasta

leke karar aaya hai pyar

kya hai agar meraa dil gaya

mujhko tum jo mile ye jahan mil gaya

aa aa aa

mere suhane khwab, ki tum mere samane raho

aisi hasin raat hai dil ye kahe sahar na ho

leke karar aaya hai pyar

kya hai agar mera dil gaya

mujhko tum jo mile ye jahan mil gaya

tum jo mere dil me hanse

dil ka kamal dekho khil gaya

mujhko tum jo mile ye jahan mil gaya

Explore this song