Roman script

mujhko sadko se kothe pe pahuncha diya

shukriya aapke pyar ka shukriya 

shukriya aapke pyar ka shukriya 

mujhko sadko se kothe pe pahuncha diya

shukriya aapke pyar ka shukriya 

shukriya aapke pyar ka shukriya 

aa gayi aaj main ye kahan se kahan

kya se kya ho gayi ye meri daasta

aapka ye karam hai karam ya sitam

mere dil ke siwa kaun jane yaha

sach kahu to kahenge shikwa kiya

shukriya aapke pyar ka shukriya 

shukriya aapke pyar ka shukriya 

mere nilam ki boliya bol ke

sone chandi me dil rakh diya tol ke

jaam chhalka rahe ae mere meharba

meri is zindagi me zehar ghol diya

bebasi ka meri khub sauda kiya

shukriya aapke pyar ka shukriya 

shukriya aapke pyar ka shukriya 

faisla aapka humko manjur hai

faisla aapka humko manjur hai

is zamane ka to aisa dastur hai

hans ke har gham sahe, sah ke bhi chup rahe

ek aurat yaha kitni majbur hai

kya hu main aapne mujhko samjha diya

shukriya aapke pyar ka shukriya 

shukriya aapke pyar ka shukriya 

mujhko sadko se kothe pe pahuncha diya

shukriya aapke pyar ka shukriya 

shukriya aapke pyar ka shukriya

Explore this song