Roman script

mujhe wo dekhkar jab 
muskurayenge to kya hoga
meri duniya pe bijli si 
gairayenge to kya hoga
mai unke samne ayi ayi ayi 
to hu ji ko khada karke
isaro se jo pas apne 
bulayenge to kya hoga
meri najro se ghabrake 
wo najre khud jhukalenge
najre khud jhukalenge
jhuka kar apni najre phir 
uthayenge to kya hoga
ye mana ye mana unke age 
apna hale dil chupa lungi
dil chupa lungi
jo wo alhad jawani ko
jagayenge to kya hoga
ujala hai ujala hai andheri 
sab me ansu ke charago par
ansu ke charago se 
agar palko ke ansu 
tut jayenge to kya hoga

Song details

Song video

Watch on YouTube