Roman script

mujhe tum nazar se gira to rahe ho 

mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge 

na jaane mujhe kyu yaki ho chala hai 

mere pyaar ko tum mita na sakoge 

mujhe tum nazar se 

meri yaad hogi jidhar jaoge tum 

kabhi nagma ban ban ke kabhi banke ansu 

kabhi nagma ban ban ke kabhi banke ansu 

tadapta mujhe har tapad paoge tum 

shamma jo jalai hai meri wafa ne

bujhana bhi chaho bujha na sakoge 

mujhe tum nazar se gira to rahe ho 

mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge 

mujhe tum nazar se 

kabhi naam bato me aaya jo mera 

yu bechain ho hoke dil tham loge 

yu bechain ho hoke dil tham loge 

nigaho me chhayega gam ka andhera 

kisi ne jo pucha sabak aansuo ka 

bata na bhi chaho bata na sakoge 

mujhe tum nazar se gira to rahe ho 

mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge 

na jaane mujhe kyu yaki ho chala hai 

mere pyaar ko tum mita na sakoge 

mujhe tum nazar se

Explore this song