Roman script

mujhe tujhse kitna pyaar hai

mujhe tujhse kitna pyaar hai

ye tujhko maalum nahi

mujhe pal pal tera intjaar hai

mujhe pal pal tera intjaar hai

ye tujhko maalum nahi

mujhe tujhse kitna pyaar hai

jaana meri jaana tera main deewana

jaana meri jaana tera main deewana

teri amanat meri jindagi karni hai mujhko teri bandgi

karni hai mujhko teri bandgi

sanam tujhpe meri jaa nishar

sanam tujhpe meri jaa nishar

ye tujhko maalum nahi

mujhe pal pal tera intjaar hai

sochun teri baate jaagun saari raate

sochun teri baate jaagun saari raate

mujhse kahe meri deewangi bechain kar degi ye bekhudi

bechain kar degi ye bekhudi

mera khud pe nahi ikhtiyaar hai

mera khud pe nahi ikhtiyaar hai

ye tujhko maalum nahi

mujhe tujhse kitna pyaar hai

ye tujhko maalum nahi

mujhe pal pal tera intjaar hai

ye tujhko maalum nahi

mujhe tujhse kitna pyaar hai

tera intjaar hai kitna pyaar hai

tera intjaar hai kitna pyaar hai

Explore this song