Roman script

mujhe raat din ab tera intejaar hain
mujhe raat din ab tera intejaar hain
batau tujhe kis tarah, kitna pyar hain 
tera intejaar hain, mujhe tujhse pyar hain
mujhe tujhse pyar hain, tera intejaar hain
tanhaiya bhi hain, bechainiya bhi hain
tanhaiya bhi hain, bechainiya bhi hain
maasum dil bhi hain, majburiya bhi hain
sadaye teri kyu, mujhe aati nahi 
wo yaade teri, dil se kyu jaati nahi 
tera intejaar hain, mujhe tujhse pyar hain
mujhe tujhse pyar hain, tera intejaar hain
le aayenge sanam, tujhko manake hum
le aayenge sanam, tujhko manake hum
paagal se ho gaye, dil ko lagake hum
deewane ko to ek naya, koi naam de
subah pyar ki, pyar ki koi sham de
tera intejaar hain, mujhe tujhse pyar hain
mujhe tujhse pyar hain, tera intejaar hain

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Jalees Sherwani, Sajid Wajid