Roman script

mujhe pyar mein khat kisi ne likha hai

mujhe pyar mein khat kisi ne likha hai

likha hai ki dil uska mujhpe fida hai

mila aaj to bolta kuch nahi

khuda jane uski ye kaisi ada hai

mujhe pyar me khat kisi ne likha hai

mujhe dekhta hai bade pyar se wo

mujhe dekhta hai bade pyar se wo

magar main jo dekhu wo ankhe churale

chidakta hai waise to wo jan mujh par

chidakta hai waise to wo jan mujh par

mujhe koi chede to wo mar dale

ye kya raz hai ye kya raz hai aapko kuch pata hai

khuda jane uski ye kaisi ada hai

mujhe pyar mein khat kisi ne likha hai

hasino se yu sharm aati ho jisko

hasino se yu sharm aati ho jisko

mohabbat ka dawa kare wo to kaise

ye kya khub mehbub mujhko mila hai

ye kya khub mehbub mujhko mila hai

bahut kam jamane me aashik hai aise

sitamgara hai wo sitamar ka andaz hi kuch naya hai

khuda jane uski ye kaisi ada hai

mujhe pyar me khat kisi ne likha hai

likha hai ke di luska mujhpe fida hai

mila aj to bolta kuch nahi

khuda jane uski ye kaisi ada hai

mujhe pyar me khat kisi ne likha hai

Explore this song