Roman script

mujhe pyaar karega mujhe pyaar karega haa

mere saath chalega kaha waha jaha main rehti hu

main usko jannat kehti hu 

mujhe pyaar karegi haa mere saath chalegi kaha 

waha jaha main rehta hu main usko duniya kehta hu

main bilkul akeli hu bas gudiya se kheli hu  

samjha na  jise koi main aisi paheli hu 

sab kuch hai tere paas fir bhi hai dil mein pyaas 

sab kuch hai tere paas fir bhi hai dil mein pyaas 

mujhe pyaar karegi haa mere saath chalegi kaha 

tu meri diwaani hai ye sach hai ya kahani hai 

main galiyo ka raahi hu tu mahalo ki raani hai 

tere sar par rakhke haath puchu main ek baat 

mujhe pyaar karega haa mere saath chalega kaha 

duniya mein hai gam hi gam jannat mein rahenge hum

tutega ye sapna to ye sapna nhi jaanam 

tu chu ke mujhe dekh hum ho gaye hain ek 

tu chu ke mujhe dekh hum ho gaye hain ek 

mujhe pyaar karega haa mere saath chalega kaha 

waha jaha main rehta hu main usko duniya kehta hu

mujhe pyaar karega haa mere saath chalega kaha 

waha jaha main rehta hu main usko duniya kehta hu

Explore this song