Roman script

chehra tumhara hai kitna pyara, dekhe bina mera ho na gujara

rab ne tumhen bhi kya khub banaya

meri najar se khud ko dekho to yara

dil divana, divana dil

dil divana bekarar hone laga hai

dil divana bekarar hone laga hai

halka halka sa khumar hone laga hai

kehate hain mere yar

mujhe pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai

mujhe pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai

dil divana bekarar hone laga hai

halka halka sa khumar hone laga hai

tu bhi yeh sun le yar

mujhe pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai

mujhe pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai

jab se kiya hai dilbar, maine didar tera

pal pal mujhe rehta hai, bas intajar tera

najron ne meri jab se, tera khwab yar dekha

na dekh kar bhi tujhko, sau bar yar dekha

koyi jadu, koyi jadu bar bar hone laga hai

dil divana bekarar hone laga hai

tu bhi yeh sun le yar, pyar hone laga hai

mujhe pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai

yeh keh rahi hai hamse, dinanagi hamari

kahi hamko le dube na, ye ashiki tumhari

yeh ishk hi masiha, yeh ishk hi khuda hai

milkar juda na ho ham, lab par yahi duwa hai

mujhko tera sach, mujhko tera aitbar hone laga hai

dil divana bekarar hone laga hai

kehte hain mere yar, pyar hone laga hai

mujhe pyar hone laga hai

pyar hone laga hai, mujhe pyar hone laga hai

oh dil divana bekarar hone laga hai

halka halka sa khumar hone laga hai

tu bhi yeh sun le yar, mujhe pyar hone laga hai

pyar hone laga hai

Explore this song