Roman script

koi mujhe bataaye 

mujhko hua ye kya hai 

dekho jidhar bhi mujhko tu hi 

tu hi najar aaye 

tu hi dil me samaaye har dam 

aankho me chaaye, dil tujhko chhuna chaahe 

par ye kuch kar na paaye 

mujhe pyaar ho gaya 

mujhe pyaar ho gaya 

kya kahu aur kahne ko, kya rah gaya 

meri nind gayi hai, mera chain gaya

kya kahu mere yaaro, mujhe pyaar ho gaya 

jaanejaan tu jaha mai waha 

jaanejaan kah raha hai sama 

baaho me aa jaao na, yu mujhko tarsaao na 

tere badan ki khushbu, aankho me tere jaadu 

mai jaau jitna dur mujhko ye paas 

tere paas bulaaye 

mujhe pyaar ho gaya 

mujhe pyaar ho gaya 

kya kahu aur kahne ko, kya rah gaya 

meri nind gayi hai, mera chain gaya

kya kahu mere yaaro, mujhe pyaar ho gaya

jaanejaan tune ye kya kiya 

jaanejaan mera dil le liya 

tum mera saath chhodo na 

yu mujhse dur jaao na 

tu khwaabo me aaye aakar ninde churaaye

jaau jaha tujhko teri yaad 

teri yaad sataaye 

mujhe pyaar ho gaya 

mujhe pyaar ho gaya 

kya kahu aur kahne ko, kya rah gaya 

meri nind gayi hai, mera chain gaya

kya kahu mere yaaro, mujhe pyaar ho gaya

mujhe pyaar ho gaya 

mujhe pyaar ho gaya 

kya kahu aur kahne ko, kya rah gaya 

meri nind gayi hai, mera chain gaya

kya kahu mere yaaro, mujhe pyaar ho gaya

mujhe pyaar ho gaya 

mujhe pyaar ho gaya 

kya kahu aur kahne ko, kya rah gaya 

meri nind gayi hai, mera chain gaya

kya kahu mere yaaro, mujhe pyaar ho gaya

Explore this song