Roman script

mujhe pyar hai pyar hai sirf tumse 
mere jine ki bahar hai sirf tumse 
meri jindagi guljar hai sirf tumse 
mera aaj ye ikrar hai sirf tumse 
janam na jana chhod kar mujhe kabhi 
janam na jana chhod kar mujhe kabhi
janam ho janam ha janam 
ek khushi ki tamanna mujhko tadpa rahi thi 
yu hi tanhaiyo mein jindagi ja rahi thi 
meri duniyan mein aake mujhko apna bana ke 
badal di tumane meri jindagi 
janam na jana chhod kar mujhe kabhi 
janam na jana chhod kar mujhe kabhi
janam ho janam ha janam 
umra bhar sath dunga main tera meet bnake 
dekhana ab tamashe mere diwanepan ke 
is jahan ko bhula ke tumko dil mein chhupa ke 
karunga main tumhari bandagi 
janam na jana chhod kar mujhe kabhi 
janam na jana chhod kar mujhe kabhi
janam ho janam ha janam 
mujhe pyar hai pyar hai sirf tumse 
mere jine ki bahar hai sirf tumse 
meri jindagi guljar hai sirf tumse 
mera aaj ye ikrar hai sirf tumse 
janam na jana chhod kar mujhe kabhi 
janam na jana chhod kar mujhe kabhi
janam ho janam ha janam

Song details