Roman script

muddato gam pe gam uthaye hain

tab kahi jake muskuraye hain

ek nigah-e-khulus ki khatir

jindagi bhar fareb khaye hain

mujhe phir wahi yaad aane lage hain

mujhe phir wahi yaad aane lage hain

jinhe bhulane me jamane lage hain

mujhe phir wahi yaad aane lage hain

suna hai hame wo bhulane lage hain

suna hai hame wo bhulane lage hain

to kya ham unhe yasd aane lage hain

to kya ham unhe yasd aane lage hain

jinhe bhulane me jamane lage hain

mujhe phir wahi yaad aane lage hain

ye kahna hai unse mohabbat hain mujhko

ye kahna hai unse mohabbat hain mujhko

ye kahne me unse jamane lage hain

ye kahne me unse jamane lage hain

jinhe bhulane me jamane lage hain

mujhe phir wahi yaad aane lage hain

kayamat yakinan karib aa gayi hain

kayamat yakinan karib aa gayi hain

khumar ab to masjid me jane lage hain

khumar ab to masjid me jane lage hain

jinhe bhulane me jamane lage hain

mujhe phir wahi yaad aane lage hain

Explore this song