Roman script

mujhe paas apne bulaya to hota

kabhi pyaar ka haq jataya to hota

mujhe paas apne bulaya to hota

kabhi pyaar ka haq jataya to hota

mujhe paas apne bulaya to hota

na hote juda hum, na yu aaj rote

na hote juda hum, na yu aaj rote

na yu aaj rote, na yu aaj rote

kabhi do kadam hi badhaya to hota

kabhi pyaar ka haq jataya to hota

mujhe paas apne bulaya to hota

main duniya ke aage ye sar na jhukati

main duniya ke aage ye sar na jhukaati

ye sar na jhukati, ye sar na jhukati

tera hath, hatho mein aaya to hota

kabhi pyaar ka haq jataya to hota

mujhe paas apne bulaya to hota

zamana bhala kya mujhe rok paata

zamana bhala kya mujhe rok paata

mujhe rok paata, mujhe rok paata

mera hausla kuch badhaya to hota

kabhi pyaar ka haq jataya to hota

mujhe paas apne bulaya to hota

kabhi pyaar ka haq jataya to hota

mujhe paas apne bulaya to hota

mujhe paas apne bulaya to hota

Explore this song