Roman script

mujhe na o na na na 

mujhe na bulaya karo tum khud chali aaya karo

karke ishare pyar ke pyare geet na gaya karo

mujhe na na na na 

ek ye mohabbat duje jawani us par dil diwana

ye teeno kya kam the ke aaya mausam bhi mastana

maar ke kankar tum khidki per mujhe na jagaya karo

mujhe na bulaya karo tum khud chali aaya karo

mujhe na o na na na 

thode dino ki bat hai thode din ki hai ye duri

jab tak rat milan ki aaye tab tak majburi

sham sawere samne mere tum nahi aaya karo

mujhe na bulaya karo tum khud chali aaya karo

mujhe na o na na na 

o teri gali me mera ghar hai o meri gali me tera

tere sone ke kamre ke samne kamra hai mera

parde gira kar odh ke chadar tum so jaya karo

mujhe na bulaya karo tum khud chali aaya karo

karke ishare pyar ke pyare geet na gaya karo

mujhe na bulaya karo tum khud chali aaya karo

mujhe na na na na mujhe na na na na

Explore this song