Roman script

har baar ki tarah taiyaar main

khoon ki nadiyon ki dhar main

bachne ka rasta koyi nahi

maut ka hun gale mein har main

aata hai jeena yunhi

koi samajh naa payega

ab mujhko ye narak se

kaun kheech payega

aa aa aa aa aa aa

tere bin tere bin tere bin

mujhe mujhse kaun bachayega

tere bin

tere bin tere bin tere bin

mujhe mujhse kaun bachayega

tere bin

tere bin tere bin tere bin

mujhe mujhse kaun bachayega

tere bin

marghat aaj banegi

saari ye zameen

lahsun ko dekh ke

kahunga afreen

saans lene ka jo

rog faila hai yahan

banke dava mein

usko chodunga nahi

mail jo hai dimag mein

woh saaf ho na paayega

ab mujhko ye narak se

kaun kheech payega

aa aa aa aa aa aa

tere bin tere bin tere bin

mujhe mujhse kaun bachayega

tere bin

tere bin tere bin tere bin

mujhe mujhse kaun bachayega

tere bin.

Explore this song