Roman script

ha mujhe mar dalo mai mar jaungi

marte marte ye sabit kar jaungi

ke jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

tufano se mujhe aata hai khelna

mere liye khel hai julmo ka jhelna

tufano se mujhe aata hai khelna

mere liye khel hai julmo ka jhelna

julmo se julm karo julm sahungi

phir bhi kahungi

ke jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

nikhra hua hai kaisa aaj rang jhumta

aise me kyu na aye maja intkam ka

nikhra hua hai kaisa aaj rang jhumta

aise me kyu na aye maja intkam ka

gore badan ase jo khun bahega

bahke kahega ki

ke jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

jitna sitam karo utna hi kam hai

jine ki khushi hai na marne ka gum hai

jitna sitam karo utna hi kam hai

jine ki khushi hai na marne ka gum hai

katil juban se chup rahega

lahu to kahega

ke jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

mujhe mar dalo mai mar jaungi

marte marte ye sabit kar jaungi

ke jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

jindagi bhi maut hai maut bhi hai jindagi

Explore this song