Roman script

mujhe kuch dino se ye kya ho gaya

mujhe kuch dino se ye kya ho gaya

mujhe kuch dino se ye kya ho gaya

bina baat kyo dil dhadkane laga hai

bina baat kyo dil dhadkane laga hai

jawani ke din hai mohabbat ki rate

jawani ke din hai mohabbat ki rate

jara dil sambhalo ye mausam bura hai

jara dil sambhalo ye mausam bura hai

mujhe kuch dino se ye kya ho gaya

khyalo se surat wo hatati nahi

guajar jaye din rat katati nahi

khyalo se surat wo hatati nahi

guajar jaye din rat katati nahi

meri jagi aankhe ye kya khwab dekhe 

meri jagi aankhe ye kya khwab dekhe 

ye kya bekarari ye kaisa nasha hai

ye kya bekarari ye kaisa nasha hai

tumhe kuch dino se ye kya ho gaya

ye aasar achche nahi janeja

kahi de na dhokha tumhe dil jawa

ye aasar achche nahi janeja

kahi de na dhokha tumhe dil jawa

abhi waqt hai pyas dil ki daba lo

abhi waqt hai pyas dil ki daba lo

bada janlewa ye dil ka nasha hai

bada janlewa ye dil ka nasha hai

mujhe kuch dino se ye kya ho gaya

jawa dil na mane to kya kijiye

dawa kuch nahi hai dua kijiye

jawa dil na mane to kya kijiye

dawa kuch nahi hai dua kijiye

duaao ka bhi ho asar ya na ho 

duaao ka bhi ho asar ya na ho 

mujhe kya pata ye khuda janta hai

mujhe kya pata ye khuda janta hai

mujhe kuch dino se ye kya ho gaya 

mujhe kuch dino se ye kya ho gaya 

bina bat kyo dil dhadkane laga hai 

jara dil sambhalo ye mausam bura hai

Explore this song