Roman script

machal rahi hai aaj umange

ud ud jaye man

ji chahe main pankh laga ke

chhu lu aaj gagan

ho mujhe jana hai piya ji ke gaanv re

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

o mujhe diya hai sandesha un hawao ne

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

ho teri payal chhanke chhnan chhnan

tera kangana khanke khnan khnan

tu mujhko chhupa ke rakh le

apni bindiya ki chhanv me

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

aa mujhe jana hai piya ji ke gaanv re

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

dhyan karu pahle main tera phir singaar karu

tere pyar ke moti lekar apni maang bharu

o mausam ne li angdai chunri teri lahrayi

bas me nahi hai jiya re

chhup jaye laaj se ankhiya

chhede jab mohe sakhiya leke tera naam piya

ho aayi madhur milan ki ye ghadiya

ek pal me badal gayi duniya

main bhul gaya sab jhum ke

jab tu aayi hai baaho me

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

aa mujhe jana hai piya ji ke gaanv re

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

do naino ki jhil me pyar ke khile kawal

aisa pawan rup hai tera jaise gangajal

main to ho gayi re banwariya

ghar aaye aaj sanwariya

aanchal me bharke pyar o

mahka hai man ka aangan

jud gaye janmo ke bandhan

barsi prem funwar

baaje dil ke taar halke halke

naino me hai sapne kal ke

zanzir preet ki baandh li maine

apne hi paanv me

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

ho mujhe jana hai piya ji ke gaanv re

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

o mujhe diya hai sandesha un hawao ne

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

ho teri payal chhanke chhnan chhnan

tera kangana khanke khnan khnan

tu mujhko chhupa ke rakh le

apni bindiya ki chhanv me

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

tunak tun na ki shubhi rarra

Explore this song